Durood sharif in hindi

  1. 19 Durood Shareef Ke Fayde Aur Fazilat in Urdu and Hindi
  2. Friday Night / Shabe Juma Durood Shareef (Hindi/Arabic) – SUNNI MUSLIM INDIA
  3. Darood Sharif in Hindi, English with Translation
  4. Durood Sharif, Darood Sharif, Darood Ibrahimi, Darood Pak


Download: Durood sharif in hindi
Size: 62.4 MB

19 Durood Shareef Ke Fayde Aur Fazilat in Urdu and Hindi

19 Durood shareef Ke Fayde aur Fazilat in Hindi and Urdu Benefits of Durood pak pyare islamic bhai behno aj hm apke liye 1 9 DUROOD SHAREEF KE FAYDE AUR FAZILAT btayenge durood shareef parhne ke kya benefits hain is post mein apko tafseeli maloomat di jayegi , durood shareef hmare Pyare Nabi sallallahu alaihi wasallam par bheja jata hai , Quran aur Hadees Mein Durood shareef ki bahut fazilat bayan ki gyi hai aur tmam musalmano par durood shareef parhna farz hai durood pak parhne se na sirf mushkilat door hoti hain , balki tamam pareshaniyon aur museebaton se nijat milti hai to aye pyare islamic bhai behno hm apko hmari website www.syedatv.com pr 19 Behtareen Durood pak bta rhe hain jinko ap yaad kar liye aur apne sathiyon mein zaroor share kar dijiye. In This article, we will provide you beautiful collection of 19 unique Durood Pak, All durood shareef are very useful in your life , your all problem will be removed from your life , You must recite these 19 durood pak daily. Durood shareef is a powerful wazifa . It is very helpful to remove tension in our lives. ۞ Darood Sharif ۞ ‟ Allahumma Salli Ala Muhammad wa Ala Aali Muhammad Kamaa Sallaita Ala Ibrahima wa Ala Aali Ibrahima Innaka Hamidum majid. ‟ Allahumma Baarik Ala Muhammadiw wa Ala Aali Muhammadin Kamaa Baarakta Ala Ibrahima wa Ala Aali Ibrahima Innaka Hamidum majid. Alahumma saly alaa Syedina wa maulana muhammadiv wa'alaa aalihi wa Sallim 2 - Durood pak (1000 din ki nekiyan) ۞Hazrat Syedina Ibne Abbas Ra Se Riwayat...

Friday Night / Shabe Juma Durood Shareef (Hindi/Arabic) – SUNNI MUSLIM INDIA

Shab e Jumu’ah Darood Shareef Aur Fazilat _شب جمعہ کا درود شريف शबे जुम’आ का दुरूद शरीफ़ और फ़ज़ील *بسم الله الرحمن الرحيم* *الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ اَللّٰـــهُمَّ صَــلِّ وَسَلِّمْ وَبَارِكْ عَــلٰى سَيِّدِنَا وَمَوْلٰنَا مُحَــمَّدٍ نِ النَّبِيِّ الْاُمِّيِّ الْحَبِيْبِ الْعَالِي الْقَدْرِ الْعَظِيْمِ الْجَاهِ وَعَلٰی اٰلِهٖ وَصَحْبِهٖ وَبَارِك وَسَلِّم اَللّٰـــهُمَّ صَــلِّ عَــلٰى مُحَــمَّدٍ وَّاَنْزِلْهُ الْمَــقْعَدَ الْمُقَـرَّبَ عِنْــدَكَ يَوْمَ الْقِيـَـامــَةِ अल्लाहुम्मा सल्ली वसल्लिम व बारीक अला सय्यिदन व मौलाना मुहम्मदिन नीन नबिययिल उम्मियिल हबीबिल आलील क़दरील अज़ीमिल जाही व आला आलेही व सहबीही व बारीक व सल्लिम । अल्लहुम्मा सल्ली अला मुहम्मदिव व अन्ज़िलहुल मक़अदल मुक़ररबा इन्दका योमाल कियामह। Allahumma Salli Wa Sallim Wa Baarik Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadinin Nabiyyil Ummiyyil Habeebil Aalil Qadril Azeemil Jaahi Wa’Ala Aalihi Wasahbihi Wabaarik wasallim Allahumma Salli Ala Muhammadinw Wa’anzilhul Maq’adal Muqarraba Indaka Yaumal Qiyamah Buzurgaane deen farmate hai yeh Darood Shareef shab e jumu’ah (jumeraat o jumu’ah ke darmiyani raat) ko kam az kam ek martaba padhey.. Fazilat – Inteqal ke waqt woh shakhs Huzoor Shafi e Mehshar ﷺ ki ziyarat se musharaf hoga. Aur qabr mein daakhil hote waqt bhi aur yaha tak iss Darood Shareef padhne ki fazilat hai ke padhne wala dekhega ke Huzoor e Akram ﷺ ussey apne haathon se qabr mein rakh rahey hai. Nabi e kareem ﷺ farmate hai jo shakhs yeh darood shareef padhega meri shafa’at uss shakhs par wajib hai. *#Afz...

Darood Sharif in Hindi, English with Translation

Contents • 1 Darood Pak Sharif Hindi, English Mein • 1.1 01. दुरूदे इब्राहीमी (DUROOD-E-IBRAHIMI) • 1.2 02. दुरूद-ए-नहारिया (DUROOD-E-NAHARIYA) • 1.3 03. दुरूदे शफाअत (Durood E Shafaat) • 1.4 04. रसूल इ खुदा हज़रत मुहम्मद मुस्तफा सल्लाहो अ़लैहि व सल्लम की जियारत • 1.5 05 .दुरूदे गौसिया (Durood E Gausiya) • 1.6 08. दोज़ख़ से नजात Ke lye Darood Pak • 1.7 09. जन्नत में ठिकाना ( Darood Sharef for Jannat) • 1.8 10.अस्सी साल की इबादत का सवाब Darood Pak Sharif Hindi, English Mein पैगंबर मुहम्मद (SAWS) और अहलेबैत पर Darood Sharif को पढ़ना इस्लाम में प्रार्थना के सबसे महान कार्यों में से एक है। आप जितना अधिक दुरूद शरीफ़ पढ़ते हैं, आपको उतना ही सवाब आपकी ज़िन्दगी में मिलता है। हम आपको इस ब्लॉग पोस्ट के ज़रिये अलग अलग Darood Sharif in Hindi aur English में बता रहे है। आप इसको रोज़ाना पढ़ सकते है और अपनी मुसीबतों को दूर कर सकते हैं। 01. दुरूदे इब्राहीमी ( DUROOD-E-IBRAHIMI) अगर हम बात करें की सारे Darood Sharif में अफ़ज़ल कौन है तो Durood E Ibrahimi का नाम आता है। यह दुरूद पाक सबको ज़बानी याद होना चाहिए क्योंकि यह सबसे ज़्यादा पढ़ा जाने वाला दुरूद है। इस खूबसूरत दुरूद में हम पवित्र पैगंबर मुहम्मद (P.B.U.H) और उनके परिवार पर peace और blessings के लिए अल्लाह से प्रार्थना करते हैं। Hindi: अल्लाहुम्मा् स़ल्लि अ़ला सय्यिदिना मुह़म्मदिवॅं व अ़ला आलि सय्येदिना मुहम्मदिन कमा स़ल्लेता् अ़ला सय्यिदिना इब्राहिमा् व अ़ला आलि सय्यिदिना इब्राहिमा् इन्नका् हमीदुम मजीद English ALLAHUMMA SALLI ALA MUHAMMADIW WA ALA AALI MUHAMMADIN KAMAA SALLAITA ALA IBRAHIMA WA ALA AALI IBRAHIMA INNAKA HAMIDUM MAJID. AL...

Durood Sharif, Darood Sharif, Darood Ibrahimi, Darood Pak

Author: Mantasha Aarif Ghazi Aligarh Quran Kareem Me Durood Shareef Ka Zikr Nabi sallallahu alayhi wasallam per durood pak padhne ka hukm Quran kareem me diya gaya he.sureh ahzaab me Allah rabbul izzat ne salaat(durood shareef)ki nisbat pehle apni taraf ki he iske baad apni noorani makhlooq farishto ki taraf phir ehle eamaan ko hukm farmaya ke ey momino! Tum bhi durood bhejo,chunancha irshaade baari taala he. [الأحزاب: 56] Translation: beshak allah taala or uske farishte rehmat bhejte hen in peghambar per, ey eaman walo tum bhi in per(apne nabi) per rehmat bheja karo Hadees shareef me he ke jab ye aayat nazil hui to sahaba kiram ne kaha :ya rasoolallah salam ka tariqa to hame malum ho chuka yaani Attahiyaat me jo padhte hen Assalamu alaika ayyuhan nabiyyu warahmatullahi wabarakaatuhu salaat ka tariqa bhi bata dejiye? to ap sallallahu alayhi wasallam ne duroode ibraheemi sikhaya. Durood Shareef Ke Fazaail Sahi Hadison Ki Roshni Me 1 Ek Martaba durood shareef padhne per allah rabbul izzat ki das rahmaten naazil hoti hen. Hazrat abu hurerah se riwayat he ke rasool sallallahu alayihi wasallam ne farmaya. عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، أَنَّ رَسُولَ اللهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ: «مَنْ صَلَّى عَلَيَّ وَاحِدَةً صَلَّى الله عَلَيْهِ عَشْرًا» (صحيح مسلم: 404) Transaltion: jo shakhs mujh per ek martaba durood bhejta he, allah rabbul izzat us per das rahmaten naazil farmata he.( Sahi muslim:408) Ek Baar Durood Padhne Per 10 Gunah Maaf Hote hain Hazrat Anas se riwayat he ke ra...