Videshi vyapar aur videshi nivesh mein do antar

  1. krashi aur bharatiya arthvyavastha
  2. विदेशी व्यापार में और विदेशी निवेश में क्या अंतर है? » Videshi Vyapar Mein Aur Videshi Nivesh Mein Kya Antar Hai
  3. वाणिज्य
  4. debate on videashi companiyon ka bharat ma aagman abhi uchit ha please yar hindi ma chaiya hai help karo


Download: Videshi vyapar aur videshi nivesh mein do antar
Size: 73.24 MB

krashi aur bharatiya arthvyavastha

bharat ek krishi pradhan desh hai. prachin kal se hi krishi bhartiya arthvyasthya ka pramukh shetra raha hai. mukhya vyavsya hone ke karan krishi bharat jaise vikashsheel desh ki rastriya aaye ka sabse bada shrot ,rojgar avem jeevan yapan ka pramukh sadhan ,aoudhyogik vikas ,vanijya avem videshi vyapar ka aadhar hai.yeh bhartiya arthvyavastha ki reed thatha vikas ki kunji hai.mitro krishi ko hum bharat ki buniyad keh kr bhi sambhidhit kr sakte hai kuki krishi pardhan desh hone ke nate bharat ko vikasheel desho ki sreni m suchibadh krne mein krishi ne bhot mahatvporn bhumika nibhai hai. bharat gaonon ka desh hai. yahn ke kul 6,38,588 gaonon mein desh ki lagbhag 72.2% jansankhya nivas karti hai,jiska mukhya vyasaye krishi hai.yahan ki jansankhya mein 31.7% kissan thatha sesh krishi majdur ke roop mein apni jeevika chalate hai.bhartiya arthvyastha mein krishi ka mahtvpoorn sthan rha hai aur ab b yeh apna vishes sthhan bnae hue hai.antim 3 dasko se bhi aadhik aavdhi mein auodhyogik sheta mein hue sangathit prayas ke bavjood bharatiya arthvyavastha mein krishi ka gaurav poorn sthan bna hua hai.desh ke udhog dhande ,videshi vyapar,videshi mudra.vibhinn yojnayon ki safalta yhan tak ki rajnaitik sthayetiya bhi krishi par hi nirbhar krta hai. bharat mein krishi ek asi jeevan padhti aur parampara hai jisne logo ke vichar,drishtikod,sanskriti aur aarthik jeevan ko sadiyon se prabhavit kia hai.aaj bhai krishi bhartiya arthvyastha ki reed aur deshvasiyon ki vratti ka saadhan hai.mana j...

विदेशी व्यापार में और विदेशी निवेश में क्या अंतर है? » Videshi Vyapar Mein Aur Videshi Nivesh Mein Kya Antar Hai

चेतावनी: इस टेक्स्ट में गलतियाँ हो सकती हैं। सॉफ्टवेर के द्वारा ऑडियो को टेक्स्ट में बदला गया है। ऑडियो सुन्ना चाहिये। आपका प्रश्न विदेशी व्यापार और विदेशी निवेश में क्या अंतर है तो विदेशी व्यापार का शाब्दिक अर्थ हुआ कि विदेशी यहां से कंपनी में अपने प्रोडक्ट को विदेश में बेची बेची चलकर या विदेश कंपनी अपने प्रोडक्ट को भारत में आगे पीछे विदेशी व्यापार में आता है जबकि विदेश का विदेशी विदेशी निवेश का शाब्दिक अर्थ होता है कि कोई भी कंपनी जो भारत में आकर अपने प्रोडक्ट को बनाती है और यहां पर ही उसको सेल करती है तो उस प्रोडक्ट को बनाने और सेल करने में जो उसको इन्फ्रास्ट्रक्चर डिवेलप करने में पैसा लगा वह भारत में निवेश का हल आएगा और इसे ही विदेशी निवेश करते हैं aapka prashna videshi vyapar aur videshi nivesh mein kya antar hai toh videshi vyapar ka shabdik arth hua ki videshi yahan se company mein apne product ko videsh mein bechi bechi chalkar ya videsh company apne product ko bharat mein aage peeche videshi vyapar mein aata hai jabki videsh ka videshi videshi nivesh ka shabdik arth hota hai ki koi bhi company jo bharat mein aakar apne product ko banati hai aur yahan par hi usko cell karti hai toh us product ko banane aur cell karne mein jo usko infrastructure develop karne mein paisa laga vaah bharat mein nivesh ka hal aayega aur ise hi videshi nivesh karte hain आपका प्रश्न विदेशी व्यापार और विदेशी निवेश में क्या अंतर है तो विदेशी व्यापार का शाब्दिक अ

वाणिज्य

vanijy dhanaprapti ke uddeshy se vastuoan ka kray vikray karana hai. sansar mean pratyek vyakti ki kee avashyakataean hoti haian. unako prapt karane ke lie vah avashyak vastuean prapt karane ka prayatn karata hai. inamean se kuchh vastuean to vah svayan bana leta hai aur adhikaansh vastuean use bazar se kharidani p dati haian. vastuoan ko prapt karane ke lie use dhan ki avashyakata p dati hai, aur is dhan ko prapt karane ke lie ya to vah doosaroan ki seva karata hai athava aisi vastuean taiyar karata hai ya kray vikray karata hai jo doosaroan ke lie upayogi hoan. vastuoan ka roop badalakar unako adhik upayogi banane ka kary udyog mana jata hai. vanijy mean ve sab kary sammilit rahate haian jo vastuoan ke kray vikray mean saphalata prapt karane ke lie avashyak haian. jo vyakti vanijy sanbandhi koee kary karata hai use vanik kahate haian. vanijy ke aang vanijy ke do pradhan aang haian- dukanadar aur vyapar. jab vastuoan ka kray-vikray kisi ek sthan ya dukan se hota hai, tab us sanbandh ke sab kary dukanadari ke aandar ate haian. jab vastuoan ko ek sthan se doosare sthan bhejakar vikray kiya jata hai, tab us sanbandh ke sab kary vyapar ke aandar samajhe jate haian. deshi vyapar mean vastuoan ka kray-vikray ek hi desh ke aandar hota hai. videshi vyapar mean vastuoan ka kray-vikray doosare deshoan ke sath hota hai. b de paimane par door door ke deshoan se vyapar ke lie b di pooanji ki avashyakata hoti hai jo sammilit pooanjivadi kanpaniyoan aur vanijy baiankoan dvara prapt hoti...

debate on videashi companiyon ka bharat ma aagman abhi uchit ha please yar hindi ma chaiya hai help karo

Anne, ye ekdam uchit hai kahna galat hoga, ye ekdum bekar hai kahna galat hoga. Adhikansh roopon mein ye sahi hai, kuchcha sthanon par hi ye galat hai. a>Sarwapratham, videshi nivesh se apne desh mein videsh ke paise ka aagman hoga, ye humare liye bahut achchee baat hai kyonkee, isse humein doosre deshon se vyapak vyapar sambandh bunane meinmadad milegi. rupaye aur dollar ke beech ka antar ghate gajisse desh dhane(rich) hoga. b> In videshi companion ke aane ke baad humaare aaj ke berojgaar wa bhawee yuva pedi(generation) ko nai prakar ke rojgaar ke awsar milenge. Is tarah videshi nivesh se berojgaari ghategi. c> Videshi nivesh se beech ki dalali khatm ho jaayegi, sarkaari ravaiye mein bhee sudhaar hoga. ye videshi companies kissanon(farmers) se seedhe unka utpaad kharende gee jisse maheingai kum hogi, kissanon ki aatmhatya rukegi aur unhein apni fasal ka vaajib daam bhee mil sakega. d> Jo bhi company apna utpaad banaegi usmeiin se 30% hissa use chote dukandaaron se khareedna hoga. yeh to baat ho gae fayde kee. Ab nuksaan ki: a> Ekdam sahi baat hai ki isse dukandaron ko nuksaan hoga. Kyonki log sate maal ki taraf jyada aakarshit hote hain, woh in dukaandaron ka mehanga samaan sahein khareedengge jis wajah se unhein nuksaan hoga. Waise toye company bade shahron mein apni dukaanein khol rahein islie grameen wa chote shahar ke dukandaaron ko abhee isse koi nuksaan nahein hoga.