980 ka abhajya gunankhand gyat kijiye

  1. square root in few seconds


Download: 980 ka abhajya gunankhand gyat kijiye
Size: 65.56 MB

square root in few seconds

Square root ( vargamool ) kya hota hai? Square root ko hindi me " वर्गमूल "(vargamool )" kahate hai. Kisi number ka square root nikalane ka matalab hai, ki ye pata karna ki wo kis number ka square hai. For ex-: 25 , 5 ka square hai, Isliye 25 ka square root 5 hai. √25=5 Also read -: • 1. Division method 2. Multiplication method Ye dono general methods hai. Square root tricks se kyu Kare? Square root ko tricks se kyu Kare iss baare me mujhe nhi lagata aapko Jada kuch batane ki jarurat hai, kyuki hum jaante hai ki square root genral method se nikalana kitana kathin ( tough) hota hai. General method se time bhi Jada lagata hai. Isliye hum square root tricks se aashani aor jaldi se laga sakate hai. • • Kisi number ka square root ( vargamool ) trick ya shortcuts se kaise solve karte hai? Friends iss trick ka use hum only unn number ka square root nikalne me kar sakte hai jo kewal 4 digit tak k number ho. For example-: 169, 2304, 3136 etc. But hum 4 digit se adhik number ka square root iss tricks se nhi kar sakte. Also read -: • To start karte hai -: Iss square root shortcut ka use karne k liye apko 1 se 9 tak k number ka square yaad rakhna hai.Jo maine niche "square table" image me diya hai -: Square table Friends hum chhahe 3 digit k number ka square root nikale ya 4 digit k number ka square root humesha square root ka answer 2 digit me aayega. Means suppose karte hai ki ek 4 digit ka number hai = XXXX To isska square root = √XXXX = xy Issi type se 3 digit ka number = xxx Iska...