Khansi ka syrup

  1. Khusk aur Balghami Khansi Ka Ilaj
  2. try these effective home remedies to cure dry cough sukhi khansi ke gharelu upay in hindi


Download: Khansi ka syrup
Size: 24.49 MB

Khusk aur Balghami Khansi Ka Ilaj

Duniya bhar main taqreeban 90% afraad ko khansi k maslay ka saamna karna parta hai. Yahan tak k kuch logon ko aik saal main 2-3 baar bhe khansi ki shikayat ho jati hai. Khansi aam tor par un viruses ka nateeja hain jo khas tor par mosam main tabdeeliyon k bais paida hoty hain. Khansi ka marz bhe sardiyon k aghaaz main kafi zor pakar leta hai. Mosamiyati tabdeeli hamary mudafiati nizaam par bhe asar andaaz hoti hai. Mosmiyati tabdeeli ki waja sy hamara mudafiati nizam kamzor ho jata hai or degar mosami bimariyon bhe lahaq ho sakti hain. In mosmi bemariyon mainkhansi, gala kharab, nazla, zukam or bukhar sar-e-fehrist hain. Yeh virus hamary jism main naak or munh k rasty dakhil hoty hain. Agar nazla or zukam 2 hafton sy zaid jari rahy to phepharon ki bemari ka bais bhe ban sakta hai. Naak ka behna, chehry ki hadiyon main dard or khinchao ki kefiyat, kamzori, or bukhar andarooni naak ki sozish ki almaat hain. Khushak khansi ki bunyadi wajah galy ki mutassirah jhilliyon ka khushk hona hai jo k khansi ki lehrain banata hai. Yaad rahy k agar khansi 3 hafton sy ziyada rahy to yeh kisi khatarnak maslay ki alamat ho sakti hai.Lehaza mareez ko fori tor par mualij sy raabta karna chahye. Khansi Ki Wajuhaat • Tambaku Noshi (Smoking) • Aam Nazla Zukam (Flu) • Phaproon Ka Waram (Bronchitis) • Halaq Ki Soojan (Sore throat) • Khushak Munh (Dry mouth) • Damma (Asthma) • Naak Ki Jhilli Ka Waram (Allergic rhinitis) • Sans Main Dushwari (Sinus problems) • Maida or Ghizai Naali Ka Rujai Bahao J...

try these effective home remedies to cure dry cough sukhi khansi ke gharelu upay in hindi

सूखी खांसी के लिए घरेलू उपचार- शहद- सूखी खांसी में शहद रामबाण इलाज है। यह न सिर्फ गले की खराश को दूर करता है बल्कि गले के इंफेक्शन को भी ठीक कर देता है। इसके लिए 2 चम्मच शहद को आधे गिलास गुनगुने पानी में मिलाएं और पिएं। गर्म पानी में शहद- सूखी खांसी के उपचार के लिए दो चम्मच शहद को आधे गिलास हल्के गर्म पानी में मिलाकर पी लें। नियमित शहद के सेवन से आपको सूखी खांसी में आराम महसूस होगा। अदरक और नमक- अदरक से भी सूखी खांसी में आराम मिलता है। इसके लिए अदरक की एक गांठ को कूटकर उसमें एक चुटकी नमक मिला लें और दाढ़ के नीचे दबा लें। उसका रस धीरे-धीरे मुंह के अंदर जाने दें। 5 मिनट तक उसे मुंह में रखें और फिर कुल्ला कर लें। फायदा होगा।