zareen


aqwal e zareen in urdu Hamari zindagi mein khushyan hamain khud Talash karni parti hain,Aur kabhi kabhar tu khushyan Hasil karny k leye kesi Chez ko Qurban karna parta hai,,AIk bahtren rule ju mein aap ko btany jarha hun wo ye hai k,Asal Khushi hamain tab hi milti hai ,Jab koi dosra hmari waja sey khush ho,,